Saawan ka mahina aaya hain song is from and it is sung by and .It stars , , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Gulshan Kumar. This song was released on 26 Apr 1991.
Saawan ka mahina aaya hain,
Ghata se barsa hain pani
We mahiya bujha de pyaas jiya di ho
Saawan ka mahina aaya hain,
Ghata se barsa hain pani
We mahiya bujha de pyaas jiya di ho


Aise mein tune jo chhua
Meri bhi behki jawani
We mahiya bujha de aag jiya di ho


Tere husn shabab ki baat huyi
Ya madira ki barsat huyi
Ya madira ki barsat huyi
Mausam bhi sharabi lagta hain,
Mujhe bhi chadhiya nasha we
Oye mahiya bujha de pyaas jiya di ho
Aise mein tune jo chhua
Meri bhi behki jawani
We mahiya bujha de aag jiya di ho


Koi jor na dil pe chalta hain,
Barish mein badan mera jalta hain
Barish mein badan mera jalta hain
Bundo mein chhupi hain chingari,
Hawa bhi suiyan chubhaye
We mahiya bujha de aag jiya di ho
Saawan ka mahina aaya hai,
Ghata se barsa hai pani
We mahiya bujha de pyaas jiya di ho


Ham milte rahe janam janam,
Na honge juda ham milke sanam
Na honge juda ham milke sanam
Aa ek duje mein kho jaye
Rahe na koyi bhi duri
We mahiya bujha de aag jiya di ho
Saawan ka mahina aaya hai,
Ghata se barsa hai pani
We mahiya bujha de pyaas jiya di ho.