Saath ka mard sola ki janani song is from and it is sung by and .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Rakesh Behl, Ramesh Behl. This song was released on 13 Jun 1989.
Saath ka mard sola ki janani huyi amma
Saath ka mard sola ki janani huyi amma
Bhude pe kaisi ho kaisi
Bhude pe kaisi chadi jawani huyi amma
Saath ka mard sola ki janani huyi amma
Bhude pe kaisi chadi jawani huyi amma


Iske chalan ka charcha haye haye kya bolu
Shor hai kya ghar ghar ka haye haye kya bolu
Iske chalan ka charcha haye haye kya bolu
Shor hai kya ghar ghar ka haye haye kya bolu
Dhal gay aiski aankh ka pani huyi amma
Saath ka mard sola ki janani huyi amma
Bhude pe kaisi chadi jawani huyi amma


Bhudi kamar mein dam nahi
Phir bhi dekho chhachhand
Sina tane aadha khula aur aadha band
Bhudi kamar mein dam nahi
Phir bhi dekho chhachhand
Sina tane aadha khula aur aadha band
Dhalti umar itni mastani huyi amma
Saath ka mard sola ki janani huyi amma
Bhude pe kaisi chadi jawani huyi amma


Main dikhla doon hath agar baya dhana
Phir tu uth ke mang le pani to kahna
Main dikhla doon hath agar baya dhana
Phir tu uth ke mang le pani to kahna
Yaad aa jaye tujhko teri nani huyi amma
Saath ka mard sola ki janani huyi amma
Bhude pe kaisi chadi jawani huyi amma.