Saari saari raina song is from and it is sung by and .It stars , , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Nitin Manmohan. This song was released on 06 Jun 2003.
Saari saari raina
Jaage mere naina
Saari saari raina
Jaage mere naina
Baat maane na beqaraar dil
Raat din kare intezaar dil


Ho baat maane
Na beqaraar dil
Raat din kare intezaar dil


Mera khayaal hai
Dekho kamaal hai
Mera khayaal hai
Dekho kamaal hai
Meri nayi padosan
Dekho yaaron


Woh meri uska
Hoon main diwaana
Jaane na jaane
Woh jaane jaana
Ban gaya chupke
Se ye afsaana
Jaane na jaane
Woh jaane jaana


Suno suno suno suno
Usse nahin pata hai
Jise maine chuna hai
Har ghadi woh har ghadi woh
Khayaalon mein basa hai
Nigaahon mein chhupa hai


Nazar mili nazar se
Toh bana main nishaana
Yaaron yaaron yaaron
Saari saari raina
Jaage mere naina
Baat maane na beqaraar dil
Raat din kare intezaar dil
Mera khayaal hai
Dekho kamaal hai
Mera khayaal hai
Dekho kamaal hai
Meri nayi padosan
Dekho yaaron


Woh abhi karti hai
Kuch naadaani
Lekin banegi meri diwaani
Pyaar se darti hai woh diljaani
Lekin banegi meri diwaani


Haay woh diwana
Woh diwaana
Zara sa machla hai
Nazaaron mein pala hai
Woh anjaana woh anjaana
Sitaaron mein dhhala hai
Churaake dil chala hai


Main us pe mar gaya
Hoon koyi toh use bataana
Yaaron yaaron yaaron
Saari saari raina
Jaage mere naina


Ho baat maane
Na beqaraar dil
Raat din kare intezaar dil
Mera khayaal hai
Dekho kamaal hai
Mera khayaal hai
Dekho kamaal hai
Meri nayi padosan
Dekho yaaron.