Saare shaher mein ek haseen hai song is from and it is sung by and .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by F.C. Mehra. This song was released on 30 May 1980.
Aur woh main hoon koi aur nahi hai ha ha ha

Saare shaher mein ek haseen hai
Saare shahar mein ek haseen hai
Aur woh main hoon koi aur nahi hai
Tu na udhar dekh, dekh idhar dekh
Tu na udhar dekh, yaar idhar dekh x (2)

Pyar karega mujhse agar tu
Yaad karega saari umar tu
Pyar karega mujhse agar tu
Yaad karega saari umar tu
Phir kisi ka naam na lega tu kabhi
Mujhko yakeen hai

Saare shaher mein ek haseen hai
Saare shahar mein ek haseen hai
Aur woh main hoon koi aur nahi hai
Tu na udhar dekh, dekh idhar dekh
Tu na udhar dekh, yaar idhar dekh

Sabki nigaahein mujhpe jhuki hain
Teri nigaahein kispe ruki hain
Sabki nigaahein mujhpe jhuki hain
Teri nigaahein kispe ruki hain
Dekh zara aisi adaa
Aisi nazar aur kahin hai

Saare shaher mein ek haseen hai
Saare shahar mein ek haseen hai
Aur woh main hoon koi aur nahi hai
Tu na udhar dekh, dekh idhar dekh
Tu na udhar dekh, yaar idhar dekh

Mere sanam ke paas na aana
Tera sanam hai mera deewana
Ho mere sanam ke paas na aana
Tera sanam hai mera deewana
Main hu kahan, tu hai kahan
Main hu falak aur tu zameen hai

Saare shaher mein ek haseen hai
Saare shahar mein ek haseen hai
Aur woh main hoon koi aur nahi hai
Tu na udhar dekh, dekh idhar dekh
Tu na udhar dekh, yaar idhar dekh