Saanson ka chalna song is from and it is sung by and .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Sajid Nadiadwala. This song was released on 23 Aug 1996.
Saanson ka chalna dil ka machalna
Saanson ka chalna dil ka machalna
Jiski badaulat hain teri mohabbat hain
O o teri mohabbat hain
Saanson ka chalna dil ka machalna
Saanson ka chalna dil ka machalna
Jiski badaulat hain teri mohabbat hain
O o teri mohabbat hain


Khwaabon mein aana aake sataana
Khwaabon mein aana aake sataana
Jiski sharaarat hain teri mohabbat hain
O o teri mohabbat hain


Tere jaisa nahi koi nahi
Koi meri jaan-e-wafa
Tera hasna tera chalna
Nahi dekhi maine aaisi adaa
Tere jaisa nahi koi nahi
Koi meri jaan-e-wafa
Tera hasna tera chalna
Nahi dekhi maine aaisi adaa
Ye khushbu ye aankhen ye chehara
Tu lagti hai kamseen pari
Main hota agar koi shaayar
To karta koi shaayari
Kesu giraana daaman mein aana
Kesu giraana daaman mein aana
Kiski inaayat hain teri mohabbat hain
O o teri mohabbat hain


Na na na jaalima na na na na na na


Tere charche teri yaaden
Teri baahon mein khoyi rahi
Tera jalwa nazar mein tha
Main to jaagi ya soyi rahi
Tere charche teri yaaden
Teri baahon mein khoyi rahi
Tera jalwa nazar mein tha
Main to jaagi ya soyi rahi
Meri dhadkano pe likhi hain
Kahaani teri jaaneja
Main hone lagi dheere
Dheere deewaani teri jaaneja
Is zindagi ko deewaanagi ko
Is zindagi ko deewaanagi ko
Kiski jarurat hain teri mohabbat hain
O o teri mohabbat hain


Saanson ka chalna dil ka machalna
Saanson ka chalna dil ka machalna
Jiski badaulat hain teri mohabbat hain
O o teri mohabbat hain


Khwaabon mein aana aake sataana
Saanson ka chalna dil ka machalna
Khwaabon mein aana aake sataana
Jisaki badolat hain teri mohabbat hain
O o teri mohabbat hain.