Saamane galii men meraa ghar hai song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 1947.
( saamane galii men meraa ghar hai
saamane galii men meraa ghar hai
pataa meraa bhuul na jaanaa
ho pataa meraa bhuul na jaanaa
saamane galii men meraa ghar hai ) -2
( o khilegii jo chaandanii
miluungii main baam (?) pe ) -2
( thandii-thandii saans sajan
bharuun tere naam pe ) -2
zakmii jigar hai zamaane kaa dar hai -2
saamane galii men meraa ghar hai
saamane galii men meraa ghar hai
pataa meraa bhuul na jaanaa
ho pataa meraa bhuul na jaanaa
saamane galii men meraa ghar hai -2