Ruthana hai agar meri jaane jigar song is from and it is sung by and .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Dr. V. P. Singh. This song was released on 20 Jun 2014.
Ruthana hai agar
Meri jaane jigar
Ho ruthana hai agar
Meri jaane jigar
Isse behtar hai
Mujhko tu de de zaher
Teri har ek adda ye
To hoon main fidda
Gar saza hai to tutegi
Bandagi banke kaher
Na na na na nana na na na


O ye to zulmo sitam
Hai dilo jaan par
Kardo rehmo karam
Mere armaan par
O ye to zulmo sitam
Hai dilo jaan par
Kardo rehmo karam
Mere armaan par
Saath lelo mujhe
Aye mere humsafar
Yun bhatakta phirunga
Main ho darbadar
La la la la lala la la la la


Ho tumko so so janam
Tak manaunga main
Mujhko kasam hain
Ab na sataunga main
Tumko so so janam
Tak manaunga main
Mujhko kasam hain
Ab na sataunga main
Hain guzarish meri
Kardo dil mein basar
Yaad karta rahoon
Tumkko shamo shahar


Maan na thaa mujhe
Maan jaaungi main
Ho maan na thaa mujhe
Maan jaaungi main
Aisi zeed na karo
Aye mere hum safar
Teri har ek adda ye
To hoon main fidda
Gar saza hai to tutegi
Bandagi banke kaher
Na na na na nana na na na.