Ratiya guzaru kaise song is from and it is sung by and .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Ratiya gujaru kaise
Haye ram neendiya na aaye
Ratiya gujaru kaise
Haye ram neendiya na aaye


Itna dolu mukh se na bolu
Itna dolu mukh se na bolu
Ka se kahu main manwa ki batiya
Sagri rain mori tadpat biti
Sagri rain mori tadpat biti
Pal chhin chain na aaye
Jiya ghabraye


Dekh chandani mann lalchaye
Rajkumari aaye aaye
Rajkumari aaye
Shital pawan chale
Madhuban mein
Shital pawan chale
Madhuban mein
Mann mora lalchaye
Jiya ghabraye


Sari duniya so rahi
Par neend na mohe aaye
Ye do naina jaha take
Kab baat daras dikhaye
Dekh chandani mann lalchaye
Yaad tumhari aaye
Dekh chandani mann lalchaye
Yaad tumhari aaye
Vyakul hoon main un bin sajni
Vyakul hoon main un bin sajni
Sham nahi ghar aaye
Jiya ghabraye
Ratiya gujaru kaise haye ram
Neendiya na aaye.

More songs from Ratnavali (1945)