Ram prabhu aadhar jagat ke song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Ram prabhu aadhar jagat ke
Ram prabhu aadhar jagat ke
Ram jeevan aadhar
Ram ek aadarsh hamare
Vandan karun hazaar ho
Vandan karun hazaar
Shri ram shri ram


Do akshar ki amogh shakti
Do akshar ki amogh shakti
Maha mantra hai mangal naam
Maha mantra hai mangal naam
Shri ram shri ram
Shri ram jai ram jai jai ram
Ram prabhu aadhar


Ajanu baahu veer dhanurdhar
Shaamal kaanti sharir sundar
Ajanu baahu veer dhanurdhar
Shaamal kaanti sharir sundar
Sur nar paalak asura sanhaarak
Bhakt janon ke hain vishram
Shri ram ram prabhu aadhar