Rajnigandha phool tumhare song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Suresh Jindal. This song was released on 01 Jan 2018.
Yu hi maheke preet piya ki
Mere anuraagi mann mein
Rajanigadha phool tumhare
Mahake yun hi jeewan mein
Yu hi maheke preet piya ki
Mere anuraagi mann mein


Adhikaar ye jabase saajan
Ka har dhadakan par maana maine
Adhikaar ye jabase saajan ka
Har dhadakan par maana maine
Main jabase unake saath bandhi
Ye bhed tabhi jaana maine
Kitana sukh hai bandhan mein
Rajanigadha phool tumhare
Mahake yun hi jeewan mein
Yu hi maheke preet piya ki
Mere anuraagi mann mein


Har pal meri in aankho mein
Bas rahate hai sapane unake
Har pal meri in aankho mein
Bas rahate hai sapane unake
Mann kaheta hai main rango
Ki ek pyaar bhari badali banakar
Barasu unake jeewan mein
Rajanigadha phool tumhare
Mahake yun hi jeewan mein
Yu hi maheke preet piya ki
Mere anuraagi mann mein