Rab ka shukrana song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Mahesh Bhatt, Mukesh Bhatt. This song was released on 04 Apr 2012.
tu hai ab jo baho me karar hai, rab ka shukrana
sanso me hai nasha khumar hai, rab ka shukrana
tu bhi ab mera din hai iman hai, rab ka shukrana
mera kalma hai tu aajan hai, rab ka shukrana

tu mila to sab mila ab kisi se kya gila
tujhme simtu aa mai bikharu, teri baho me
tu mila to sab mila ab kisi se kya gila
tujhme simtu aa mai bikharu, teri baho me
phanah ho jau mai
tuhi ab duniya meri jahan hai, rab ka shukrana
khawabo ko khayalo ki udan hai, rab ka shukrana
tu bhi ab mera din hai iman hai, rab ka shukrana
mera kalma hai tu aajan hai, rab ka shukrana

sabse ho jau pare jo ishara tu kare
ab to rahna hai tujhi me gumsuda hu mai
sabse ho jau pare jo ishara tu kare
ab to rahna hai tujhi me gumsuda hu mai
o teri baho me
zazbo ka ab to naya bayan hai, rab ka shukrana
naya rutba nayi shan hai, rab ka shukrana
tu bhi ab mera din hai iman hai, rab ka shukrana
mera kalma hai tu aajan hai, rab ka shukrana
rab ka shukrana, rab ka shukrana