Pyara pyara hai sama song is from and it is sung by and .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by T.S. Ganesh, Ashok Kumar. This song was released on 01 Jan 2018.
Pyara pyara hai sama
Saiya jate ho kaha
Pyara pyara hai sama
Saiya jate ho kaha
Lipat gayi teri baki najariya
Mai tere kurban
Pyara pyara hai sama
Saiya jate ho kaha


Mukhde pe halki halki
Lali gulab ki
Ankhio se jhakti hai
Masti sharab ki
Mukhde pe halki halki
Lali gulab ki
Ankhio se jhakti hai
Masti sharab ki
Jhumti bahare layi
Haste sabab ki
Kahiye ji kahiye kya hai
Marzi janab ki
Jhumti bahare layi
Haste sabab ki
Kahiye ji kahiye kya hai
Marzi janab ki


Aankh sharabi gal gulabi
Hotho par muskan
Pyara pyara hai sama
Saiya jate ho kaha
Lipat gayi teri baki najariya
Mai tere kurban
Pyara pyara hai sama
Saiya jate ho kaha


Kajra mohabbat wala
Ankhiyo me dal ke
Aayi ho kaha se leke
Nakhre kamal ke
Kajra mohabbat wala
Ankhiyo mein dal ke
Aayi ho kaha se leke
Nakhre kamal ke
Pyar ka khazana hu main
Rakhna sambhal ke
Chor koi le na jaye
Dhokhe mein dal ke
Pyar ka khazana hu main
Rakhna sambhal ke
Chor koi le na jaye
Dhokhe mein dal ke


Mujhko laga le pyar ke tale
Nanhi si hu jan
Pyara pyara hai sama
Saiya jate ho kaha
Lipat gayi teri baki najariya
Mai tere kurban
Pyara pyara hai sama
Saiya jate ho kaha.