Pyar se song is from and it is sung by and .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Surendra Sharma, Amita Bishnoi. This song was released on 26 Oct 2007.
Mar jaye mar jaye
Pyaar se aise na humme dekho
Pyaar se aise na humme dekho
Ke kahin na hum mar jaye
Ke kahin na hum mar jaye
Jadoo nazro se na chalao
Is trah se na muskurao
Ke mohabat na kar jaye
Ke kahin na hum mar jaye
Pyaar se aise na humme dekho
Pyaar se aise na humme dekho
Ke kahin na hum mar jaye
Haaye ke kahin na hum mar jaye


Yeh ishara jo tune kiya hai is
Ishare per sab kuch fida hai
Band hoton ki sargoshiiyan
Keh rahi kuch to khamoshiyan
Tehri saaasein hai tez dhadkan hai
Kya batayein hum kaisi uljhan hai
Tehri saaasein hai tez dhadkan hai
Kya batayein hum kya hua
Dil ke shoolon ko yun na bhadkaao
Dil ke shoolon ko yun na bhadkaao
Ke kahin na hum mar jaaye
Ke kahin na hum mar jaaye


Pyaar se aise na humme dekho
Pyaar se aise na humme dekho
Ke kahin na hum haaye
Mar jaye mar jaye
Ke kahin na hum mar jaye
Everytime i try to walk away
But love for you just
Makes me wana stay
I think abt you baby everyday
There' s so much in
My heart i need to say


Kya hasin dil nashi silsila hai
Saath jab se tumhra mila hai
Sabrr jaga hai ehsaas mein
Sirf tum ho nayi pyaas mein
Dard doori ka na saha jaye
Haal kaissa hai na kaha jaye
Dard doori ka na saha jaye
Haal kaissa hai kya pata
Paaas aajao yun na tadpao
Paaas aajao yun na tadpao
Ki kahin na hum mar jaayen
Ki kahin na hum mar jaayen
Jadoo nazro se na chalao
Is trah se na muskurao
Ke mohabat na kar jaye
Ke kahin na hum mar jaye
Pyaar se aise na humme dekho
Pyaar se aise na humme dekho
Ke kahin na hum mar jaye
Ke kahin na hum mar jaye
Mar jaye mar jaye