Pyar kiya tab hum thay tum, or dil tha meri jaan song is from and it is sung by and .It stars Jackie Shroff, Rakhee and Madhvi in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by V. Sagar Bhagat. This song was released on 01 Apr 1988.
o pyar kiya tab pyar kiya tab hum the tum the
aur dil tha meri jaan
pyar kiya tab hum the tum the aur dil tha meri jaan
shadi karne chale to bich me kaha se aa gayi maa maa maa
bolo na meri jaan meri jaan bolo na
are ek taraf hai sari duniya ek taraf hai maa
ha ek taraf hai sari duniya ek taraf hai maa
maa na hoti to meri jaan milta tumse kaha
kaha bolo na meri jaan meri jaan bolo na

kya hai pasand maa ki tumhari ye to mujhe samjhao na
bolo bolo kuch to bolo bat ko yu uljhao na
na gori na kali ho dil ki bholi bhali ho
bat bat pe akde na gharwalo se jhagde na
tak jhank na karti ho bas sajan par maarti ho
khana thik pkati ho sabji sasti lati ho
sabji hanste huye khilati ho bheja wo na khati ho
bistar thik lagati ho maa ke pav dbati ho
are aisi bahu milegi kaha kaha aisi bhau chahe meri maa
bolo na meri jaan na re na na re na
pyar kiya tab hum the tum the aur dil tha meri jaan
shadi karne chale to bich me kaha se aa gayi maa maa maa
bolo na meri jaan meri jaan bolo na

socha ye tha raz karungi banke tumhari rani
achha, dar lagta hai karke shadi
ban jau na naukarani hu rani ho maaharani ho
par thodi si diwani ho, hai diwani
sare ghar ka kam karu sari umaar gulam rahu
na shadi jab ho jayegi bat samjh me aayegi
ye shadi hai kya shadi shadi hai ya barbadi
jab dulhan ban jaogi jivan ke sukh paogi
mujhko ye maanjur nahi mai itni maajbur nahi
mai itni maajbur nahi mai itni maajbur nahi
mai itni maajbur nahimaai itni maajbur nahi