Pyar kiya hai song is from and it is sung by and .It stars , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Swaran Singh Kanwar. This song was released on 01 Jan 2018.
Pyar kiya hai pyar nibhana
Kasme wade bhul na jana
Pyar kiya hai pyar nibhana
Kasme wade bhul na jana
Dusman ho chahe sara zamana
Dusman ho chahe sara zamana
Kasme wade bhul na jana
Pyar kiya hai pyar nibhana
Kasme wade bhul na jana


Mere jiwan ka ek sapna hai
Har janam ka yeh dastur bane
Sehnayi baje jab angana mein
Meri mang ka tu sindur bane
Ha hai mere bhi dil mein baat yahi
Har jiwan mein har bar banu
Tera roop saje jab dulhan sa
Us roop ka main singar banu
Preet ki aisi jyot jalana
Preet ki aisi jyot jalana
Kasme wade bhul na jana
Pyar kiya hai pyar nibhana
Kasme wade bhul na jana


Sanso ka rishta kuch aisa ho
Ek pal bhi juda na ho paye
Jo masti ka rang chha jaaye
Ek dujhe mein hum kho jaaye
Chahat ke humko pankh lage
Aur aisi ek parwaz mile
Hum chalke basaye duniya kahi
Jaha dharti aur aakash mile
Gaaye sada khushiyo ka tarana
Gaaye sada khushiyo ka tarana
Kasme wade bhul na jana
Pyar kiya hai pyar nibhana
Kasme wade bhul na jana
Kasme wade bhul na jana.

More songs from Badla Aur Balidan (1980)

More songs of Asha Parek