Pyar hain kya yahi song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Sattee Shourie. This song was released on 03 Oct 1986.
Pyar hain kya yahi kya yahi hain wo pyar
Tut ke rah gaya dil ka har aitbaar
Na khushi wo rahi na rahi wo bahar
Pyar hain kya yahi kya yahi hain wo pyar


Jaise koi ret pe chamke kahi
Pal bhar shabnam
Jaise chala jaye koi
Mahka hua pyara mausam
Koi bhule jab pyar ki har kasam
Pyar hain kya yahi
Kya yahi hain wo pyar


Jise koi sab kuch apna yaha
Jab wo badle jis pe bharosha karo
Usi ka ye pyar dokha nikle
Tera ban ke tujhko agar wo chale
Pyar hain kya yahi
Kya yahi hain wo pyar
Tut ke rah gaya dil ka har aitbaar
Na khushi wo rahi na rahi wo bahar
Pyar hain kya yahi kya yahi hain wo pyar.