Pyar hain amrit kalash song is from and it is sung by .It stars , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Madhusadan. This song was released on 01 Jan 2018.
Pyar hain amrit kalash
Pyar hain amrit kalash ambar tale
Pyar hain amrit kalash ambar tale
Pyar bata jaye jitna baat le
Pyar bata jaye jitna baat le


Ek sooraj vishw ko kirne luta ta hain
Ek sooraj
Ek sooraj vishw ko kirne luta ta hain
Ek jharna pyas kitno ki bujhata hain
Pyar jeevan ke liye
Pyar jeevan ke liye wardan hota hain
Pyar manav ke liye bhagwan hota hain
Pyar ka deepak sada
Pyar ka deepak sada dil mein jale
Pyar bata jaye jitna baat le
Pyar hain amrit kalash
Ambar tale
Pyar bata jaye
Pyar bata jaye jitna baat le.