Pyaar pyaar karte karte song is from and it is sung by , and .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Surinder Kapoor. This song was released on 01 Feb 1997.
Tum pe marte marte
Dil de diya, dil de diya
Haan haan haan
Pyaar pyaar karte karte
Tum pe marte marte
Dil de diya, re dil de diya
Haan haan haan
Ya ya aiya aiya ya ya ya aiya aiya
Maine sab pa liya

Pyaar pyaar karte karte
Tum pe marte marte
Dil de diya, haan dil de diya
Haan haan haan

Aa bana ke khwaab tumko dekhti rahoon
Chahaton ki aarzu mein doobti rahoon
Choom le mere labon ko, mujhko thaam le
Bhool jo shaadi ke ho to mera naam le
Dekh jaan-e-man deewana ho gaya hoon main
Reshmi in gesuon mein kho gaya hoon main
Kho gaya hoon main, kho gaya hoon main
Aahein bharte bharte, tum pe marte marte
Dil de diya, haan dil de diya
Haan haan haan
Ya ya aiya aiya ya ya ya aiya aiya
Maine sab pa liya

Pyaar pyaar karte karte
Tum pe marte marte
Dil de diya, re dil de diya
Haan haan haan

Na koi armaan hai, na koi pyaas hai
Na koi armaan hai, na koi pyaas hai
Har khushi, har cheez ab to mere paas hai
Bas teri tasveer aankhon mein samaai hai
Maine jo maangi dua woh rang laayi hai
Main teri baahon mein aaoon ke wahan jaaun
Soch mein dooba hoon jana main kahan jaaun
Main kahan jaaun, main kahan jaaun
Yaara darte darte, tum pe marte marte
Dil de diya, re dil de diya
Haan haan haan
Ya ya aiya aiya ya ya ya aiya aiya
Maine sab pa liya

Pyaar pyaar karte karte
Tum pe marte marte
Dil de diya, haan dil de diya
Haan haan haan