Pyaar kiya nahi jaata song is from and it is sung by and .It stars , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Surinder Kapoor. This song was released on 23 Jun 1983.
Pyaar kiya nahi jaata ho jaata hai
Dil diya nahi jaata kho jaata hai
Pyaar kiya nahi jaata ho jaata hai

Pyaar kiya nahi jaata ho jaata hai
Dil diya nahi jaata kho jaata hai x (2)

Pyaar pe zor nahi koyi
Neend hazaron ne khoyi x (2)

Aakar dil ki baatoin mein
Lambi lambi raaton mein
Premi jaagte rahte hain
Isliye to kehte hain
Ke pyaar kiya nahi jaata ho jaata hai
Dil diya nahi jaata kho jaata hai
Pyaar kiya nahi jaata ho jaata hai
Dil diya nahi jaata kho jaata hai

Dil ka bandhan aisa hai
Dil ka bandhan aisa hai
Haal na poochho kaisa hai
Jaan humari jaati hai
Yaad tumhari aati hai
Yaad tumhari aati hai
Aankh se aansu behte hain
Isliye to kehte hain
Ke pyaar kiya nahi jaata ho jaata hai
Dil diya nahi jaata kho jaata hai
Pyaar kiya nahi jaata ho jaata hai
Dil diya nahi jaata kho jaata hai

In jhoolon ke mausam mein
In phoolon ke mausam mein x (2)

Kaante pyaar chubhota hai
Dard jigar mein hota hai
Hans kar hum sab sehte hain
Isliye to kehte hain
Ke pyaar kiya nahi jaata ho jaata hai
Dil diya nahi jaata kho jaata hai

Pyaar kiya nahi jaata ho jaata hai
Dil diya nahi jaata kho jaata hai x (2)