Piya pyaar kyun kiya song is from and it is sung by , , and .It stars , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by G. A. Sheshagiri Rao. This song was released on 28 Jun 2002.
Saajan saajan main karo
Saajan hai us paar
Kaisi nadiya preet ki jo
Doob gaya sau paar
Sa pani sa sa pani sa
Pani sa sa pani sa
Pani sa sa pani
Piya pyaar yeh
Kyon kiya kyon kiya
Piya pyaar yeh
Kyon kiya kyon kiya
Chaaha tujhe maanga
Tujhe chu loon tujhe
ek baar Paya to saaya tha
Tera ab nahin aitbaar
Sa pani sa sa pani sa pani piya
Sa pani sa sa pani sa
Pani sa sa pani sa pani sa sa pani


Main to shaayar nahin
Phir bhi sochun yunhi
Main to shaayar nahin
Phir bhi sochun yunhi
Tune diye hai jo
Aansu hai wohi shayari
Pehle pyaar ka vaada
Hai tu miti bar aada hai
Aayega chal ke tu khud
Hi chal ke meri pukar
Piya pyaar yeh
Kyon kiya kyon kiya
Sa pani sa sa pani sa
Pani sa sa pani


Tune chaahi zameen
Mera hai aasman
Tune chaahi zameen
Mera hai aasman
Bandhegi kaise tu mujhko
Main to paagal hawa
Tadpe yaad main mera mann
Yeh kaisa tera bandhan
Khwaabon se jaago to
Phir se neend ka intezaar
Chaaha tujhe maanga
Tujhe chu loon tujhe
ek baar Paya to saaya tha
Tera ab nahin aitbaar
Sa pani sa sa pani sa
Priya pyaar yeh
Kyon kiya kyon kiya
Priya pyaar yeh kyon
Kiya kyon kiya priya.

More songs of Damayanti Bardai