Piya mai to huyi bawari song is from and it is sung by .It stars Deepak, Shyama and Shashikala in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Filmistan Private Ltd.. This song was released on 01 Jan 2018.
piya mai to hui bawari piya mai to hui bawari
ankhiya tori hai jadu bhari

piya mai to hui re bawari hui re
piya mai to hui re bawari hui re
more naram karejva me chub gayi sui re
haye hui re bawari hui re
bhayi man ko surat teri sawari re sawari
mai to hui re bawari hui re bawari bawari bawari
piya mai to hui bawari piya mai to hui bawari

dil ki lagi mori jani na tumne tadpe re mora jiya

laz ki mari mai kuch na boli aankho ne sab kah diya

teri boli ada pe piya mai mari re mai mari
mai to hui re bawari hui re bawari bawari bawari
piya mai to hui bawari piya mai to hui bawari

rut aayi re pyar ki aayi re rut aayi re pyar ki aayi re
chahu aur jawani chhai re chhai re
rut aayi re pyar ki aayi re more mna me baze hai
mithi basuri re basuri