Piya aa song is from and it is sung by .It stars , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Nahid Khan. This song was released on 18 Aug 2017.
O...
Kab tak karun main tera intezaar
Arey...
Kab tak karun main tera intezaar
Aayega aayega lekar tu pyaar
Itni bhi der na karna meri jaan
Itni bhi der na karna
Ki le jaye dil aur koi deewana
Aaa aa...


Piya aa...


Itni bhi der na karna
Ki le jaye dil aur koi deewana deewana


Piya aa...


Dil ye kare na kisi ki ghulami


Dil ye kare na kisi ki ghulami
Phir bhi meri jaan le meri salaami
Dariya se moti chura le ke aa tu
Ishq ki de ja mujhe tu nishani


O..itni bhi der na karna
Itni bhi der na karna
Nishani de jaaye koi deewana
Aaa aa...piya aa...


Piya aa...


Itni bhi der na karna
Ki le jaye dil aur koi deewana deewana


Piya aa...