Phool dekhe to song is from and it is sung by . This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Dec 1980.
Jab bhi gata hun koi geet khushi ki dhun par
Dil ke tute hue taaro ka khayal aata hai
Jab tere kulb ke lamho ki mehak jaagati hai
Apni gulkash ka baharon ka khayal aata hai

Phool dekhe to baharon ki badi yaad aayi

Chand nikala to nazaaro ki badi yaad aayi

Jab bhi dekha hai koi saashiksta hamne
Jab bhi dekha hai koi saashiksta hamne
Dil ke tute hue taaro ki badi yaad aayi
Dil ke tute hue taaro ki badi yaad aayi
Chand nikala to nazaaro ki badi yaad aayi
Phool dekhe to baharon ki badi yaad aayi

Tere saye ko bhi thukara ke chale the ham to
Tere saye tere saye
Tere saye ko bhi thukara ke chale the ham to
Khayi thokar to saharo ki badi yaad aayi
Khayi thokar to saharo ki badi yaad aayi
Chand nikala to nazaaro ki badi yaad aayi
Phool dekhe to baharon ki badi yaad aayi

Ham to jazbaat ke maujo mei ngire hai nagma

Aaj phir hamko kinaaro ki badi yaad aayi
Aaj phir hamko kinaaro ki badi yaad aayi
Chand nikala to nazaaro ki badi yaad aayi
Phool dekhe to baharon ki badi yaad aayi
Ki badi yaad aayi ki badi yaad aayi.