Peela na farz tha song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Pilana farz tha kuchh bhi peela diya hota

Sharaab kam thi to paani meela diya hota

Agar jubaan pe sharmo haya ka pehra thaa

To mushkura ke zara sar hila diya hota
To mushkura ke zara sar hila diya hota
Sharaab kam thi to paani meela diya hota
Sharaab kam thi to paani meela diya hota

Tumhara ishq agar darmiyan mein na aata
Tumhara ishq agar darmiyan mein na aata
Kuto ko humne khuda se mila diya hota
Kuto ko humne khuda se mila diya hota
Sharaab kam thi to paani meela diya hota
Sharaab kam thi to paani meela diya hota

Bhari bahaar mein ghulshan sanwar ne walo

Fizza mein bhi koi ghunza khila diya hota
Fizza mein bhi koi ghunza khila diya hota
Sharaab kam thi to paani meela diya hota
Sharaab kam thi to paani meela diya hota

Jab unko dil ki zarurat na thi to aye anwar

Koi haseen khilona dila diya hota
Koi haseen khilona dila diya hota
Sharaab kam thi to paani meela diya hota
Sharaab kam thi to paani meela diya hota.