Parvaton se aaj main takaraa gayaa, tum ne dii aavaaz lo main aa gayaa song is from and it is sung by .It stars , , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Bikram Singh Dahal. This song was released on 05 Aug 1983.
premii huun paagal huun main, paagal huun main, paagal huun main
ruup ka saagar huun main, saagar huun main , saagar huun main
pyaar ka badal huun main
parvaton se aaj main takaraa gayaa
tum ne dii aavaaz lo main aa gayaa (2)
tum bulaao main na aa_uun aisa harajaai nahiin
itane din tumako hii meri (2) yaad tak aa_ii nahiin
aa gayaa jaaduu ka mausam aa gayaa
tum ne dii aavaaz lo main aa gayaa
ho ho parvaton se aaj main takaraa gayaa
tum ne dii aavaaz lo main aa gayaa
umr hii aisi hai kuchh ye tum kisii se puchh lo
ek saathii kii zaruurat (2) padatii hai har ek ko
dil tumhaaraa is liye ghabaraa gayaa
tum ne dii aavaaz lo main aa gayaa
ho ho parvaton se aaj main takaraa gayaa
tum ne dii aavaaz lo main aa gayaa
khol kar in band aankhon ko jharokhon kii tarah
chor aavaaraa havaa ke mast jhonkon kii tarah
reshamii zulfon ko main bikhara gayaa
tumane dii aavaaz lo main aa gayaa
ho ho ho parvaton se aaj main takaraa gayaa