ए-आलम तेरा ही है सहारा - paravardigaar-e-aalam teraa hii hai sahaaraa song is from and it is sung by .It stars P. Jairaj, Shakeela and B.M Vyas in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Homi Wadia. This song was released on 01 Jan 2018.
parvardigaar-e-aalam, tera hi hai sahaara
tere siwan jahaan me, koi nahin humaara

nooh ka safina tune, toofan se bachaya
duniya me tu humesha, bandon ke kaam aaya
maangi khalil ne jab, tujhse dua khudaya
aatish ko tune fauran, ek gulsitan banaya
har ilteja ne teri, rehmat ko hai ubhaara
parvardigaar-e-aalam
safina = boat the first line refers to the story of noah's ark
khalilullah (= friend of allah) is the title of prophet ibrahim (abraham) he
was thrown into fire (aatish) and came out untouched the third and fourth
lines refer to him gulsitan = garden; ilteja = wish, prayer

younus ko tune machhli, ke pet se nikaala
tune hi mushkilon me, ayub ko sambhaala
ilyaas par karam ka, tune kiya ujaala
hai do jahaan me ya rab, tera hi bol-baala
tune sada ilaahi, bigri ko hai sanwaara
parvardigaar-e-aalam
younus (jonah) was swallowed by a large fish and later saved by god
line 1 refers to him the second line is about ayub who was afflicted with
sores all over his body and the third line is about ilyaas

yousuf ko tune maula, di quaid se rihaai
yaaqub ko dubaara, shakl-e-pisar dikhaai
behti hui nadi me, moosa ki raah banaai
tune saleeb par bhi, isa ki jaan bachaai
daata tere karam ka, koi nahin kinaara
yousuf was imprisoned in egypt and line 1 is about him he was later
reunited with his father, yaaqub (line 2) shakl = face, pisar = son(i think)
line 3 refers to moses parting the sea
saleeb = cross line 3 is about jesus' crucifixion the muslim belief is
that he did not die on the cross
parvardigaar-e-aalam, tera hi hai sahaara
tere siwa jahaan me, koi nahin humaara