Pandit ji ne haath mera dekha tha nainital mein song is from and it is sung by and .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Surinder Kapoor. This song was released on 09 Jun 1996.
Pandit ji ne haath mera dekha tha Nainital mein
Kaha tha mujhse
Kya kaha, kya kaha
Kaha tha mujhse shaadi teri hogi
Atharah saal mein

Pandit ji ne haath mera dekha tha Bhopal mein
Pandit ji ne haath mera dekha tha Bhopal mein
Kaha tha pyare
Kya kaha, kya kaha
Kaha tha pyare kabhi na padna
Shaadi ke janjaal mein
Pandit ji ne haath mera dekha tha Nainital mein
Pandit ji ne haath mera dekha tha Bhopal mein

Atharah saal aur ek mahine ki main ho gayi raja
Atharah saal aur ek mahine ki main ho gayi raja
Ghode hathi sang baraati leke jaldi se aaja
Baahon ke haar se, haar se, haar se
Bhar de maang pyar se, pyar se, pyar se
Chain mujhe aayega jab
Main aaoongi sasural mein
Pandit ji ne haath mera dekha tha Bhopal mein
Pandit ji ne haath mera dekha tha Nainital mein

Shaadi-shuda mardon ki haalat
Dekhi hai maine rani
Shaadi-shuda mardon ki haalat
Dekhi hai maine rani
Maine suni hai logon se dukh bhari unki kahani
Ja peechha chhod de, chhod de, chhod de
Sheesha-e-dil tod de, tod de, tod de
Main na phasne wala hoon
Teri adaaon ke jaal mein

Pandit ji ne haath mera dekha tha Nainital mein
Pandit ji ne haath mera dekha tha Bhopal mein
Kaha tha pyare
Kya kaha, kya kaha
Kaha tha pyare kabhi na padna
Shaadi ke janjaal mein