Oye aakhir tumko aa hi gaya song is from and it is sung by and .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Keval P. Kashyap. This song was released on 01 Jan 1968.
Oyye aakhir tumko aa hi gayaa
Andaaz to pyaar jataane kaa
Oyye aakhir
Oyye aakhir tumko aa hi gayaa
Andaaz to pyaar jataane ka
Ye kaam koyee seekhe tumse
Ye kaam koyee seekhe tumse
Baaton mein baat banaane kaa
Baaton mein baat banaane kaa
Oyye aakhir tumko aa hi gayaa
Andaaz to pyaar jataane kaa
Andaaz to pyaar jataane kaa


Baatein to khud bann jaati hain
Baatein to khud bann jaati hain
Gar pyaar ka ho armaan dil mein
Gar pyaar ka ho armaan dil mein
Dil mein kaise
Ab raaz chhupe
Jab tumsaa ho mehmaan dil mein
Jab tumsaa ho mehmaan dil mein
O mehmaan tumhaare
O mehmaan tumhaare dil se kabhi
Ab naam na lenge jaane ka
Ab naam na lenge jaane ka
Ye kaam koyee seekhe tumse
Ye kaam koyee seekhe tumse
Baathon mein baat banaane ka
Baaton mein baat banaane ka
Oyye aakhir tumko aa hi gayaa
Andaaz to pyaar jataane ka
Andaaz to pyaar jataane ka


Tum kyaa jaano
Hamne tumse oyye
Tum kyaa jaano
Hamne tumse
Baandhi hain kitni aashaayein
Baandhi hain kitni aashaayein
Tum bhi sunn lo
Naa-mumkin hai
Hum aur kisi ke ho jaayein
Hum aur kisi ke ho jaayein
Ye waadaa tumko
Ye waadaa tumko yaad rahey
Jeevan bhar saath nibhaane kaa
Jeevan bhar saath nibhaane kaa
Oyye aakhir tumko aa hi gayaa
Oyye hoyye hoyye
Tumko aakhir aa hi gayaa
Andaaz to pyaar jataane ka
Andaaz to pyaar jataane ka
Ye kaam koyee seekhe tumse
Baaton mein baat banaane kaa
Baaton mein baat banaane kaa
Oyye aakhir tumko aa hi gayaa
Andaaz to pyaar jataane ka
Andaaz to pyaar jataane ka.