Oont wali se jo karo song is from and it is sung by .It stars , , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by G.P.Sippy. This song was released on 01 Jan 2018.
Jab aaungi unt ke main sath aaungi
Jab jaaungi unt ke main sath jaaungi
Oont walee se jo karo yaari more raja
Ae oont walee se jo karo yaari more raja
Taiyari karo more raja
Toh uncha karo ghar ka darwaja
Haan uncha karo ghar ka darwajaa


Kaise tere paas main aau
Apni ankhiya minche
Kaise tere paas main aau
Apni ankhiya minche
Main toh pehle shaadi karungi
Main toh pehle shaadi karungi
Pyaar karungi pichhe
Doli hai na baarati
Na band hai na baaja
Oont walee se
Jo karo yaari more raja
Taiyari karo more raja
Toh uncha karo ghar ka darwaja
Uncha karo ghar ka darwaja


Honthon pe hai khali baatein
Jeb mein daam nahi hai
Jaisa uncha naam suna tha
Waisa kaam nahi hai
Honthon pe hai khali baatein
Jeb mein daam nahi hai
Jaisa uncha naam suna tha
Waisa kaam nahi hai
Mera dil lega koi raja maharaja
Ai untwalee se jo karo
Oont walee se jo karo yaari more raja
Taiyari karo more raja
Toh uncha karo ghar ka darwaja
Haan uncha karo ghar ka darwaja


Pyaar mein yeh dil vil dene ki
Ho gayi reet purani
Mujhko apni jaan tu de de
Mujhko apni jaan tu de de
O mere dilabar jaani
Aa gaya waqt tera josh mein tu aaja
Oont walee se jo karo yaari more raja
Taiyari karo more raja
Toh uncha karo ghar ka darwaja
Haan uncha karo ghar ka darwaja
Oont walee se jo karo yaari more raja
Taiyari karo more raja
Toh uncha karo ghar ka darwaja
Haan uncha karo ghar ka darwaja.a