Om jai jagdish hare (title) song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Rajjat A. Barjatya. This song was released on 31 Jul 2015.
Om jai jagdish hare
Swami jai jagdish hare


Bhakt jano ke sankat,
Daas jano ke sankat
Chhan mein door kare
Om jai jagdish hare


Om jai jagdish hare
Swami jai jagdish hare


Bhakt jano ke sankat,
Daas jano ke sankat
Chhan mein door kare
Om jai jagdish hare


Jo dhyaave phal paave,
Dukh bin se mann ka
Swami dukh bin se mann ka


Sukh sampati ghar aave
Sukh sampati ghar aave
Kasht mite tan ka
Om jai jagdish hare


Maat pitah tum mere,
Sharan gahun kiski
Swami sharan gahun main kiski


Tum bin aur na dooja
Tum bin aur na dooja
Aas karoon jiski
Om jai jagdish hare


Tum pooran parm-aatma, tum antaryami
Swami tum antaryami


Paar brahma parmeshwar
Paar brahma parmeshwar
Tum sabke swami
Om jai jagdish hare


Tum karuna ke sagar,
Tum paalan karta
Swami tum paalan karta


Main moorakh khal khami
Main sewak, tum swami
Kripa karo bharta
Om jai jagdish hare


Tum ho ek agochar,
Sab ke praan pati
Swami sab ke praan pati


Kis vidh miloon dayamay
Kis vidh miloon dayamay
Tum ko main kumti
Om jai jagdish hare


Deen bandhu dukh harta,
Thakur tum mere
Swami rakshak tum mere


Apne haath uthaao,
Apni sharan lagaao
Dwaar padha tere
Om jai jagdish hare


Vishay vikaar mitaao,
Paap haro deva
Swami paap haro deva


Shraddha bhakti badhaao
Shraddha bhakti badhaao
Santan ki sewa
Om jai jagdish hare


Om jai jagdish hare
Swami jai jagdish hare


Bhakt jano ke sankat,
Daas jano ke sankat
Chhan mein door kare
Om jai jagdish hare


Om jai jagdish hare
Om jai jagdish hare.