O’ my friend ganesha song is from and it is sung by .It stars , , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Manish Ruparel, Raman Trikha, Mitesh Mehta, Ronak Bhagat. This song was released on 06 Jul 2007.
Dharti upar dariya
Dariya ke upar ambar
Ambar ke upar chanda
Chanda ke upar taare
Dharti upar dariya
Dariya ke upar ambar
Ambar ke upar chanda
Chanda ke upar taare
Taaro mein taara dhruv taara
Devo mein tu dev hamaara
Taaro mein taara dhruv taara
Devo mein tu dev hamaara
Sabse upar tu hi hamesha
O my friend ganesha
Tu rehna saath hamesha
O my friend ganesha
Tu rehna saath hamesha


Sabse pyaari sabse nyaari tere
Bass mein hai yeh duniya saari
Sabse pyaari sabse nyaari tere
Bass mein hai yeh duniya saari
Apani friendship kitani pakki
Kitani sachchi kitani achchhi
Apani friendship kitani pakki
Kitani sachchi kitani achchhi
Isako sada nibhaana
O my friend ganesha
Tu rehna saath hamesha
O my friend ganesha
Tu rehna saath hamesha


Magic master naam hai tera
Khushiya dena kaam hai tera
Magic master naam hai tera
Khushiya dena kaam hai tera
Tu bhi bachcha hum bhi bachche
Sang saath hum khelte hasate
Tu bhi bachcha hum bhi bachche
Sang saath hum khelte hasate
Hasate khelte hai yeh kehna
O my friend ganesha
Tu rehna saath hamesha
O my friend ganesha
Tu rehna saath hamesha
Dharti upar dariya
Dariya ke upar ambar
Ambar ke upar chanda
Chanda ke upar taare
Dharti upar dariya
Dariya ke upar ambar
Ambar ke upar chanda
Chanda ke upar taare
Taaro mein taara dhruv taara
Devo mein tu dev hamaara
Taaro mein taara dhruv taara
Devo mein tu dev hamaara
Sabse upar tu hi hamesha
O my friend ganesha
Tu rehna saath hamesha
O my friend ganesha
Tu rehna saath hamesha
O my friend ganesha
Tu rehna saath hamesha
O my friend ganesha
Tu rehna saath hamesha.