O yaara dil lagana song is from and it is sung by .It stars , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Binda Thackeray. This song was released on 15 Mar 1996.
Ikrar karna muskil hai,
Inkar karna muskil hai
Mahbub se mohabbat ka
Izhar karna muskil hai
Ho kitna muskil hai dekho
Is duniya mein dil lagana
O yara dil lagana,
O yara dil lagana
O yara dil lagana
Ho kitna muskil hai dekho
Is duniya mein dil lagana
O yara dil lagana,
O yara dil lagana
O yara dil lagana


Chahat me dil kisi ke
Jab bekarar hota hai
Sham o sahar kisi ka
Tab intezar hota hai
Mitha sa dard leke
Aye koi khayalo mein
Betab dil hamesha
Uljha rahe sawalo mein
Ho kitna muskil hai
Duniya mein dekho dil churana
O yara dil churana
O yara dil churana
O yara dil churana
Ho kitna muskil hai
Dekho is duniya mein dil lagana
O yara dil lagana,
O yara dil lagana
Ha yara dil lagana


Najre milengi aise ye
Dil to dhadak uthega
Manega na ye kahn
Ulfat mein tadap uthega
Koi wafa ke dam se
Bechain karke jayega
Ayega roj khwabo
Mein ninde churake jayega
Kitna muskil hai dekho
Is duniya mein dil lubhana
O yara dil lubhana
O yara dil lubhana
O yara dil lubhana
Kitna muskil hai dekho
Is duniya mein dil lagana
O yara dil lagana,
O yara dil lagana
O yara dil lagana
Ikrar karna muskil hai,
Inkar karna muskil hai
Mahbub se mohabbat ka
Izhar karna muskil hai
Ho kitna muskil hai dekho
Is duniya mein dil lagana
O yara dil lagana, o yara dil lagana
Ha yara dil lagana
O yara dil lagana, o yara dil lagana
O yara dil lagana.