O sitamgar aasman song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Naam tera bhul jau
Tere bandhan tod du
Ji mein aata hai tujhe
Bhagwan kehna chhod du
O sitamgar aasman
Jau kaha jau kaha
O sitamgar aasman
Jau kaha jau kaha
Besahara ho gaya hai
Zindagi ka karwa
O sitamgar aasman


Jis din se tera naam chamka
Hum wahi insaan hai
Yaad kar tujh par huye
Har bar hum kurban hai
Yaad kar tujh par huye
Har bar hum kurban hai
Roz hi hum par bijli giri
Ere sitam ki bijliya
O sitamgar aasman


Chahte hai hum tujhe
Jitna tu utna dur hai
Sange dil hokar nazar kyu
Is kadar magrur hai
Sange dil hokar nazar kyu
Is kadar magrur hai
Mit gaye hum simat le
Mit gaya tera nisha
O sitamgar aasman
Jau kaha jau kaha
O sitamgar aasman.