O saiyan tere prem ki deewani song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by G.K. Seshagiri, S.S. Vasan. This song was released on 01 Jan 2018.
O saiyaan tere prem ki
Deewani ban aayi hun
Saiyaan tere prem ki
Deewani ban aayi hun
Saiyaan tere prem ki
Deewani ban aayi hun
Saiyaan tere prem ki
Deewani ban aayi hun
Mastaani ban aayi hun
Deewani ban aayi hun


Kaisi udaasi saajan
Mukh par chhaai
Man ki bagiya rasiya
Kyun murajhaai
Man ki bagiya rasiya
Kyun murajhaai
Teri umago ki
Kahani ban aayi hun
Mai teri umago ki
Kahani ban aai hun
Deewani ban aayi hun
Saiyaan tere prem ki
Deewani ban aayi hun


Man me samaa jaa
Mere sapano ke raja
Ban ke naino kaa
Kaajal naino me aa jaa
Ban ke naino kaa
Kaajal naino me aa jaa
Raja tere sapano ki
Raani ban aayi hun
Deewani ban aayi hun
Saiyaan tere prem ki
Deewani ban aayi hun.