O piya bahroopiya, hum deewane na pehchane, pyar dushman se kiya song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Ved Rahi. This song was released on 25 Jan 1980.
o piya bahrupiya hum diwane na pahchane
pyar dusman se hamne kiya
pyar dusman se hamne kiya
o piya bahrupiya hum diwane na pahchane
pyar dusman se hamne kiya
pyar dusman se hamne kiya

tune chedi ek kahani
tune chedi ek kahani
hum sacha samjhe ki nadani
anjane me hamne haske
tere gum ka jahar pi liya
pyar dusman se hamne kiya
pyar dusman se hamne kiya

jab jab tujhko yad karenge
tadpenge fariyad karenge
jab jab tujhko yad karenge
tadpenge fariyad karenge
nind udake chain churake
kya diya tune dhokha diya
pyar dusman se hamne kiya
pyar dusman se hamne kiya

pyar kabhi insaf karega
dosh tera na maf karega
pyar kabhi insaf karega
dosh tera na maf karega
o piya bahrupiya hum diwane na pahchane
pyar dusman se hamne kiya
pyar dusman se hamne kiya