O deewani raja raani kahani song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Ho pyar kya hai ye tumko pata
Chal jayega meri bato se
Chain nahi din me gori
Ud jayegi nind teri rato se
Ho pyar kya hai ye tumko pata
Chal jayega meri bato se
Chain nahi din me gori
Ud jayegi nind teri rato se


Tuhi meri jeet hai
Tuhi meri har hai
Tujhse hi mujhko pyar hai
O diwani raja rani
Ki kahani hai purani
Fir bhi nayi lagti hai
Kyonki mai raja or tu hai rani
Kyonki mai raja or tu hai rani
O diwani raja rani
Ki kahani hai purani
Fir bhi nayi lagti hai


Mahka mahka aachal tera
Ud jayega jab hawao me
Bahka bahka man ye mera
Jhumega teri raho me
Mahka mahka aachal tera
Ud jayega jab hawao me
Bahka bahka man ye mera
Jhumega teri raho me
Ha hum dono ki preet hai
Preet ka ye geet hai
Tuhi mera man meet hai
O diwani raja rani
Ki kahani hai purani
Fir bhi nayi lagti hai
Kyonki mai raja or tu hai rani
Kyonki mai raja or tu hai rani
O diwani raja rani
Ki kahani hai purani
Fir bhi nayi lagti hai


Ho pyari pyari surat teri
Lagti hai kitni bholi re
Yuhi aake barat lake
Le jaunga teri doli re
Bilkul sidha sadha hai
Jo mera irada hai
O rani tujhse mera ye wada hai
O diwani raja rani
Ki kahani hai purani
Fir bhi nayi lagti hai.