O bawariya song is from and it is sung by , and .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Akshay Kumar, Himesh Reshammiya. This song was released on 07 Dec 2012.
Tujh se door main
Bhi hoon majboor
Dil ko sataaye teri
Ankhiyon ka noor
Baat ye sacchi aaj
Tujhko bataaun
Mujhe samajh ni aata
Kaise dooriyaan mitaaun
As tere liye main
Ye geet likhta jaaun
Din raat hi main
Inhe gungunaaun
Phone me photu
Dekhu teri baari baari
Jee karda main aa
Jawaan maar ke udaari


O bawariya o bawariya
Main kitna tanha tanha
Lonely lonely tere bin
O bawariya


Teri yaad yaad yaad mein
Teri yaad yaad yaad mein
Teri yaad yaad yaad mein
Tadpe jiya o baanwariya
O bawariya
Main kitna tanha tanha
Lonely lonely tere bin
O bawariya


Saanso me aankhon me
Neendon me khawabo
Me tu hi tu o bawariya
Teri yaad yaad yaad me
Teri yaad yaad yaad me
Teri yaad yaad
Yaad mein tadpe jiya
O bawariya o baanwariya
Main kitna tanha tanha
Lonely lonely tere bin
O bawariya


Tujh se door main
Bhi hoon majboor
Dil ko sataaye teri
Ankhiyon ka noor
Baat ye sacchi aaj
Tujhko bataaun
Mujhe samajh ni aata
Kaise dooriyaan mitaaun
As tere liye main
Ye geet likhta jaaun
Din raat hi main
Inhe gungunaaun
Phone me photu dekhu
Teri baari baari
Jee karda main aa
Jawaan maar ke udaari


Jitna main bhoolna chaahun
Teri yaadein na dil se jaati hai
Koi na koi connection hai
Jo meri neendon ko churati hai
Teri yaad saath hai
Teri yaad saath hai
Teri yaad yaad yaad me
Teri yaad yaad yaad me
Teri yaad yaad yaad
Mein tadpe jiya
O bawariya o baanwariya
Main kitna tanha tanha
Lonely lonely tere bin
O bawariya


Saanso me aankhon me
Neendon me khawabo
Me tu hi tu o bawariya
Teri yaad yaad yaad me
Teri yaad yaad yaad me
Teri yaad yaad yaad
Mein tadpe jiya
O bawariya o baanwariya
Main kitna tanha tanha
Lonely lonely tere bin
O bawariya.