Nazar kuchh aaj aisa aa raha hai song is from and it is sung by and .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Mehboob Khan. This song was released on 01 Jan 2018.
Nazar kuchh aaj aisa aa raha hai
Nazar kuchh aaj aisa aa raha hai
Jamana jaise badla ja raha hai
Jamana jaise badla ja raha hai
Nazar kuch aaj aisa aa raha hai


Umango par jamana aa raha hai
Umango par jamana aa raha hai
Khushi ka rang chaya ja raha hai
Khushi ka rang chaya ja raha hai
Umango par zamana aa raha hai


Suni kano ne ye aawaj kiski
Suni kano ne ye aawaj kiski
Ye dil sine mein machla ja raha hai
Ye dil sine mein machla ja raha hai
Wo jitna mujhse chhupte ja rahe hai
Wo jitna mujhse chhupte ja rahe hai
Nazar ka sok badta ja raha hai
Nazar ka sok badta ja raha hai
Sitare jhilmila ja rahe hai
Sitare jhilmila ja rahe hai
Kahi kya muskura ja rahe hai
Kahi kya muskura ja rahe hai
Fijao ne ye kispar aasman se
Zameen par chand uthara aa raha hai
Zameen par chand uthara aa raha hai.