Nayi manzil nayi rahe song is from and it is sung by and .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Nayi manzil nayi rahe
Naya hai meharba apna
Na jane jake thahrega
Kaha ye karwa apna
Na chamkegi kaha bijli
Na aayega jah tufan
Banayenge usi dali par
Jaake apna aashiya


Bharosha hai mukaddar
Par tumhara bhi sahara hai
Kahi dusman na ban
Jaye ye jalim aasma apna
Nayi manzil nayi rahe
Naya hai meharba apna
Na jane jake thahrega
Ye karwa apna


Dikhayenge hame ye
Chand tare rah manzil ki
Dikhayenge hame ye
Chand tare rah manzil ki
Banate ho agar dusman
To ho sara jaha apna
Nayi manzil nayi rahe
Naya hai meharba apna
Na jane jake thahrega
Kaha ye karwa apna.