.It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
jal gayi battiya, dhal gayi ratiya
laage tere naino se naina re
dhaani huyi garmiya, dhoop huyi sardiya
laage tere naino se naina re
chhalne lagi hain mujhe meri hi nazre
sapne dikhaati hai tere
chalne lagi hai dil me dhire se teri dhadkane
o re naina naina kaare kaare, naina naina matware
nayi nazar se dekhe nazaare naina
o re naina naina kaare kaare, naina naina matware
nayi nazar se dekhe nazaare naina naina

taaro sitaaro ke aage aage bhaage
chal chhup jaaye chaand ke peeche
jheeli neeli si teri meri palko me
chal khula aasmaan meeche
chal bund bund baadlo ko dhund dhund laaye re
chal ghunt ghunt saawano ko bujhaaye
o re naina naina kaare kaare, naina naina matware
nayi nazar se dekhe nazaare naina
o re naina naina kaare kaare, naina naina matware
nayi nazar se dekhe nazaare naina

jaisa kabhi maine socha tha, socha tha
hone yu kab se laga
koi jo badla toh hai badli ye duniya
kya chhalne lagi hain mujhe meri hi nazre
sapne dikha ke yun tere
dhire se dhire jaise sehmi si jaagi dhadkane
o re naina
o re naina naina kaare kaare, naina naina matware
nayi nazar se dekhe nazaare naina
o re naina naina kaare kaare, naina naina matware
nayi nazar se dekhe nazaare naina

jal gayi battiya, dhal gayi ratiya
laage tere naino se naina re
dhaani huyi garmiya, dhoop huyi sardiya
laage tere naino se naina re
chhalne lagi hain mujhe meri hi nazre
sapne dikhaati hai tere
chalne lagi hai dil me dhire se teri dhadkane
o re naina kaare naina, o re naina kaare naina