Nain hamare sapne tumhare song is from and it is sung by and .It stars Ajit, Chandrashekhar and Vijaya Choudhury in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 1964.
nain humare sapne tumhare
kaise bhulau bata hoye
kaise bhulau bata
sapne to gauri hote hai sapne
dil se inhe bhul ja haye
dil se inhe bhul ja
nain humare sapne tumhare
kaise bhulau bata hoye
kaise bhulau bata

kis ko sunau gham ki kahani
pani me naiya, naiya me pani
ashqo me dubi hai ye zindgani
na to khuda hai na na khuda hai
jaau kahan ye bata hoye
jaau kahan ye bata
sapne to gauri hote hai sapne
dil se inhe bhul ja haye
dil se inhe bhul ja

tere bina main jee na sakunga
chak jigar ke see na sakunga
jaam-e-judai main pee na sakunga
sheesha ho to tod bhi daalu
pyar tute na hay
pyar to tute na
nain humare sapne tumhare
kaise bhulau bata hoye
kaise bhulau bata