Naam tera hai zabaan par song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by K. Agrawal. This song was released on 13 Jun 1950.
Ho ho ho ho
Ho ho ho ho
Naam tera hai zabaan par
Yaad teri dil mein hai
Jaanewaale ab to aa jaa
Zindagi mushqil mein hai
Zindagi mushqil mein hai
Naam teraa hai zabaan par
Yaad teri dil mein hai
Jaanewaale ab to aa jaa
Zindagi mushqil mein hai
Zindagi mushqil mein hai


Dil kaa jo anjaam hona tha
Wahi aakhir huaa
Chaand armaanon ka mere
Badliyon mein chhup gaya
Chhup gaya
Ab andhera hi andhera
Pyaar ki mehfil mein hai
Jaanewaale ab to aa jaa
Zindagi mushqil mein hai
Zindagi mushqil mein hai


Rah gayi, rah gayi
Fariyaad ban kar
Fariyaad ban kar
Wo khushi ki daastaan
Wo khushi ki daastaan
Tere gham ko dil mein le kar
Ham to baithe hain yahaan
Hain yahaan
Dil ke maalik tu na jaane
Kaun si manzil mein hai
Jaanewaale ab to aa jaa
Zindagi mushqil mein hai
Zindagi mushqil mein hai.