Naache mayura song is from and it is sung by . This song is penned by and composed by . It is produced by Ramesh U. Lakhiani. This song was released on 01 Jan 2018.
Naache mayura bhuli main na
Naache mayura bhuli main na
Udd udd jaaye mann ka chaina
Gehari nadiya thanda paani
Paani mein jalti meri jawaani
Paani mein jalti meri jawaani


Naache mayura bhuli main na
Naache mayura bhuli main na
Udd udd jaaye mann ka chaina
Gehari nadiya thanda paani
Paani mein jalti meri jawaani
Paani mein jalti meri jawaani
Naache mayura aa aa


Dard koi seene mein jaga hain
Mujhko bhi kuch kuch hone laga hain
Dard koi seene mein jaga hain
Mujhko bhi kuch kuch hone laga hain
Udd jaaye chhuke mere badan ko
Paagal karde purva pawan kis
Naache mayura aa aa


Iss mausam mein koi to aaye
Aaye deeye ki pyas bujhaye
Iss mausam mein koi to aaye
Aaye deeye ki pyas bujhaye
Dar lagata hain reh
Na jaaye apni kahani
Dar lagata hain reh
Na jaaye apni kahani


Naache mayura bhuli main na
Naache mayura bhuli main na
Udd udd jaaye mann ka chaina
Gehari nadiya thanda paani
Paani mein jalti meri jawaani
Paani mein jalti meri jawaani
Naache mayura aa aa.