Na_ii rii lagan aur miithii batiyaan song is from and it is sung by , and .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Hrishikesh Mukherjee, N.C. Sippy. This song was released on 24 Mar 1977.
na_ii rii lagan aur miithii batiyaan
piyaa jaane aur jiyaa moraa jaane, sakhii
kis kis baat pe dhadake chhatiyaan
piyaa jaane aur jiyaa moraa jaane, sakhii
baal bhii ulajhe hain sapane bhii
duuje laage hain apane bhii
ho gaye ham kyon aise diivaane
piyaa jaane aur jiyaa moraa jaane, sakhii
kaagaa jaa, jaa jaa jaa (2)
jaa re kaagaa jaa, jaa jaa jaa, jaa re
na de more piyaa ko sandesavaa
jaa jaa jaa re jaa re
kaagaa jaa
piyaa naahi aaye, piyaa naahi aaye
more aalii kaise kare man kab jaa_uun
piyaa naahi aaye, piyaa naahi aaye
barase badaraiyaa saavan kii
saavan men gum kyon meraa manavaa
bhanak sunii piyaa aavan kii
umad ghumad chahuun dish so aayo
bijurii chamake jhar laavan kii
barase badaraiyaa saavan kii