Na tum ne kiya na maine song is from and it is sung by and .It stars , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Ramoji Rao. This song was released on 05 Dec 1986.
Na tum ne kiya
Na maine kiya
Na tum ne kiya
Na maine kiya
Per hona tha pyar
Pyar pyar ho gaya
Na tum ne kiya
Na maine kiya
Per hona tha pyar
Pyar pyar ho gaya


Na tum ne diya
Na maine diya
Per tera mera
Mera tera mera
Tera dono ka dil kho gaya
Na tum ne kiya
Na maine kiya


Birha ka mara
Papiha pukara
Phoolo ki kaliyo mein
Jaga jaga kya
Phoolo ki kaliyo mein
Jaga jaga kya
Bhawro ne khilyo
Se jane kya kaha
Tum ne suna
Na maine suna
Maine suna


Na tum ne suna
Na maine suna
Ankho ki neend din
Ka chain kho gaya


Na tum ne kiya
Na maine kiya
Ye dil dhadkan
Hamari hai
Dusman is dil ki
Awaj pehchante hain
Ye dil dhadkan
Hamari hai
Dusman is dil ki
Awaj pehchante hain
Lagta hai ye raaz
Sab jante hai


Na tum ne kaha
Na maine kaha
Sare jaha ko
Pata ho gaya
Na tum ne kiya
Na maine kiya
Hai pyar sab kuch
Na tum socho ab kuch
Hai pyar sab kuch
Na tum socho ab kuch
Labo pe na aaye
Vo naam hai ye


Ye pyar kya hain
Ek jam hain ye
Na tum ne piya
Na maine piya
Phir bhi ye kaisa
Nasha ho gaya
Na tum ne kiya
Na maine kiya
Per hona tha pyar
Pyar pyar ho gaya
Na tum ne diya
Na maine diya
Per tera mera
Mera tera mera
Tera dono ka dil kho gaya


Na tum ne kiya
Na maine kiya
Na tum ne kiya
Na maine kiya.