Na hum pagal hain song is from and it is sung by and .It stars , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Dilip Pariyani, Lachhman Tulsiani, Prakash Bhatia. This song was released on 29 Aug 1980.
Arey na hum pagal hai
Aur na to piyela hai
Arey na hum pagal hai
Aur na to piyela hai
Arey na hum pagal hai
Aur na to piyela hai
Hum manmoji banda hai
Apun ka to yahi dandha hai
Arey jhumke nachke gana
Kismat me likhera hai
Na hum pagal hai
Aur na to piyela hai
Arey na hum pagal hai
Aur na to piyela hai


Ye sargam ye saz hai
Ye ghungaru ki jhankar hai
Duniya ke bazar me gito ka
Vyopar hai waha waha
Chhaya ho ya dhup ho
Ho barkha ya chandani
Basti basti ghum ke
Hum to chhede ragani
Kya maze ki zindagi hai
Ye hamari zindagi
Hum bindas ha ha,
Arey na hum pagal hai
Aur na to piyela hai
Arey na hum pagal hai
Aur na to piyela hai


Jina to hai char din
Kyu na jile pyar se
Dena kya sansar ko lena
Kya sansar se
Hum kyu soche zindagi
Kanta hai ya phul hai
Jo bhi mile takdir
Humko wahi kabul hai
Kya hai pana kya hai khona
Kya hai rona kya hansi,
Hey na hum pagal hai
Aur na to piyela hai
Arey na hum pagal hai
Aur na to piyela hai


Na sone ki bhukh hai na
Chandi ki pyas hai
Yaar ki yaari sath hai
Yaar ki dolat sath hai
Pocket khali mal se
Dil to malamal hai
Wo chahe jis hal me yaro
Hum kushhal hai
Na gamo ka gam hai
Koi na khushi ki hai khushi
Hum bindas
Arey na hum pagal hai
Aur na to piyela hai
Arey na hum pagal hai
Aur na to piyela hai
Hum manmoji banda hai
Apun ka to yahi dandha hai
Hey jhumke nachke gana
Kismat me likhera hai.