Na aaya mann song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by New Theatres Ltd. This song was released on 30 Mar 1935.
Aa aa aa
Na aya mann ka meet
Na aya mann ka meet
Umariya beet gayi sari
Umariya beet
Na aya mann ka meet
Umariya beet gayi sari
Umariya beet
Na aya mann ka meet


Ahat pa kar koyi la
Kahte hain logo ate hain
Ahat pa kar koi la rahi
Kahte hain logo ate hain
Dhokha khane wale nayana
Dhokha khane wale nayana
Hardam dhokha khate hain
Dhokha khane wale nayana
Haradam dhokha khate hain
Isi asha aur nirasha mein
Is asha aur nirasha
Mein sab rahi umariya biit
Na aya mann ka meet
Umariya beet gayi sari
Umariya beet
Na aya mann ka meet


Aa aa nahin padat mohe
Pee bin chaina
Pee ke daras ko tarsat nain
Aa aa aa aa aa aa aa
Nahin padat mohe
Pee bin chaina
Pee ke daras ko tarsat naina
Pal-pal chhin-chhin dhalte-dhalate
Pal-pal chhin-chhin dhalte-dhalte
Gayi umariya beet
Na aya mann ka meet
Umariya beet gayi sai
Umariya beet
Na aya mann ka meet
Na aya mann ka meet.