Mummy mai to sikhunga song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by I.S. Johar. This song was released on 01 Jan 2018.
Mummy mai to sikhunga goli chalana
Mummy mai to sikhunga goli chalana
Leader na banuga
Leader na banuga mujhe foji officer banana
Mummy mai to sikhunga goli chalana
Mummy mai to sikhunga goli chalana


Hamla jisne kiya watan par
Usko mai na chodunga
Hamla jisne kiya watan par
Usko mai na chodunga
Ek tank dusman ka mummy
Abhi abhi mai todunga
Ek tank dusman ka mummy
Abhi abhi mai todunga
Tod saku mai tatan time aise patakhe lana
Mummy mai to sikhunga goli chalana


Bade bade ye bandh hamare
Ye sabke mehnat ke fal
Bade bade ye bandh hamare
Ye sabke mehnat ke fal
Ye hai kal ke mandir maszid
Ye hai kal ke tajmahal
Ye hai kal ke mandir maszid
Ye hai kal ke tajmahal
Dekh dekh jalta hai dusman
Isko hai bachana
Mummy mai to sikhunga goli chalana
Mummy mai to sikhunga goli chalana


Jisne khuda ke ghar tode hai
Bimaro ko mara hai
Jisne khuda ke ghar tode hai
Bimaro ko mara hai
Wo dusman nahi admiyat ka bhi hatyara hai
Baz na aaye wo dusman to etam bam banana
Mummy mai to sikhunga goli chalana
Mummy mai to sikhunga goli chalana
Leader na banuga
Leader na banuga mujhe foji officer banana
Mummy mai to sikhunga goli chalana
Mummy mai to sikhunga goli chalana.