Mumbai ka tu maharaja song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Swaran Singh. This song was released on 11 Jan 1985.
Mumbai ka tu mahraja
Mi dariya chi rani
Mumbai ka tu mahraja
Mi dariya chi rani
Piche ko tu pachhtayega sayeba
Jo baat majhi na mani
Hey mumbai ka
Mumbai ka tu mahraja
Mi dariya chi rani
Mumbai ka tu mahraja
Mi dariya chi rani


Main hoon chikani machhriya
Sawariya lagariya to dhalo
Jaal achhi tarah se pakad ke
Jakad ke sambhalo
Varna nikal jaungi mein
Fisal ni hatho se teri o jani
Mumbai ka tu mahraja
Mi dariya chi rani
Mumbai ka tu mahraja
Mi dariya chi rani


Maine mana ye jana ke
Tu hain purana khiladi
Soch le tu samajh le
Ke main bhi nahin ab anari
Are marungi tujhko
Ya mar jaungi main
Ab to dil mein hain thani
Mumbai ka mumbai ka tu
Mahraja mi dariya chi rani
Oye mumbai ka tu mahraja
Mi dariya chi rani


Laal rango se likha tha
Tune kabhi ek fasana
Yaad hain aaj tak wo mere
Dil ko kissa purana
Are bachpan ki
Har baat bhuli hoon lekin
Bhuli nahin wo kahani
He mumbai ka tu mahraja
Mi dariya chi rani
Are mumbai ka tu mahraja
Mi dariya chi rani
Piche ko tu pachhtayega sayega
Jo baat majhi na mani mumbai ka
Mumbai ka tu mahraja
Mi dariya chi rani.