Mujhme zinda hai woh song is from and it is sung by and .It stars , , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Ajit Kumar Barjatya, Kamal Kumar Barjatya, Rajkumar Barjatya, Tarachand Barjatya. This song was released on 07 Nov 2008.
Tujhe waqt kahe re,
Yeh duniyaaa wale,
Ek pal bhi kahin par,
Naa rukne wale,
Pyaar se rakhna, jatan se rakhna,
Har pal usse sambhale..
Ab meri amanat tere hawale
Ab meri amanat tere hawale


Mujhme zinda hai woh,
Uss mein zinda hu mein
Mujhme zinda hai woh,
Uss mein zinda hu mein
Meri duniya hai woh,
Uski duniya hu mein
Meri duniya hai woh,
Uski duniya hu mein
Mujhme zinda hai woh,
Uss mein zinda hu mein
Mujhme zinda hai woh,
Uss mein zinda hu mein


Sa re ma pa dha sa re sa,
Dha pa ma re, sa re dha re,
Sa re ma re, ma pa dha pa dha sa,


Mann anuragi, bhayo re beiraagi,
Mann anuragi, bhayo re beiraagi,
Swarso lagan mori lagi,
Swarso lagan mori lagi
Mann anuragi, bhayo re beiraagi,
Aaaa...
Mann anuragi, bhayo re beiraagi..


Uske jaisa koi dusra hai kahan,
Naaz rangat pe iski kare gulsitaan,
Uske chaaro taraf khushboon ka jahan,
Uske chaaro taraf khushboon ka jahan,
Uski khushoo liye, tazza tazza hu mein,
Mujhme zinda hai woh,
Uss mein zinda hu mein...


Ho ji ho..ho ji ho..
Ho ji ho..ho ji ho..


Roop itna hai lekin, sawara nahin,
Shauk se aaina bhi nihara nahin,
Usko taarif sunna gawara nahin,
Usko taarif sunna gawara nahin,
Uski taarif mein, for bhi gaata hu mein,
Uski taarif mein, for bhi gaata hu mein,
Mujhme zinda hai woh,
Uss mein zinda hu mein...


Aaa..aaaa..
Hmm...ooohh...
Apni duniya mein wapas wo aayegi kab?
Aaa..aaa..
Suni suni jagah ko sajayegi kab?
Aaa..aaa..
Sur mere sur mein aakar milayegi kab?
Sur mere sur mein aakar milayegi kab?
Uski aawaz ka, pyaasa pyaasa hu mein,
Meri duniya hai woh,
Uski duniya hu mein
Meri duniya hai woh,
Uski duniya hu mein
Mujhme zinda hai woh,
Uss mein zinda hu mein
Mujhme zinda hai woh,
Uss mein zinda hu mein


Mujhme zinda hai woh,
Uss mein zinda hu mein...